Masail

Mutual Funds Share Bazaar Me Hi Invest Karte Hai. Hamara Kaam Us Me Paise Lagana Hai.

Baki Kaunsi Company Ke Shares Lene Hai. Wo Unke Managers, Ya Management Team Tay Karti Hai. In Short Hamara Paisa Indirectly Share Bazaar Me Hi Invest Hota Hai? Jawab: Share Market Me Paisa Invest Karna. Ek Juwe Ki Surat Hai. Jisme Kabhi Value Bahot Kam Ho Jaati Hai. Jisse Nuqsan Ka Qawi Andesha Hota Hai. Lehaza Musalmano Ko Chahiye Ke Is Tarah Share Market Me Apne Paise Na Lagaayein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button