Aqaid
Kya Yeh Baat Sahi Hai Koi Shaksh Kahe Ki Adam Ahalahissalam Or Degar Ambiya Alaihissalam Nabi Hai.
Zaid Kheta Hai Ki (Hai) Khene Wale Ka Imaan Nahi Raha. Balki (The) Khaa Jaye Or Agar Baat Durust Hai Tho Hazrat E Khizr Alaihissalam, Ilyas Alaihissalam, Isa عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Alaihissalam. In Hazrat Ke Baare Main Kya Kaha Jaye? ANSWER Koi Shaksh Agar Kisi Bhi Nabi ﷺ Ki Nabuwwat Ke Khatam Hone Ka Iman Rakhe To Wo Kafir Hai. Jitne Bhi Nabi ﷺ Aaye Sab Ki Nabuwwat Baaqi Hai. Lehaza Agar Koi Ye Kahe Ke Wo Nabi ﷺ The Yaani Ab Nabi ﷺ Nahi. To Aisa Kehne Wale Par Tauba Tajdeed E Iman Lazim Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—