Aqaid
Ek Hotel Ka Naam Gaus E Paak Ke Naam Par Hai.
To Kya Wahan Bina Tahqeeq Kiye Gosht Kha Sakte Hain. Zaid (Jo Ki Ek Alim Hai) Kahta Hai Ki Hotel Ka Naam Gaus E Paak Ke Naam Par Hai Isliye Kha Sakte Hain. ANSWER Agar Guman E Galib Hai Ke Ye Sunni Sahih Ul Aqeeda Musalman Hai. Jaisa Ke Us Ke Naam Se Zahir Hai Aur Wahan Ke Log Bhi Musalman Nazar Aayein To Tahqeeq Ki Hajat Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—