Masail

Mere Bank Me Jo Rupaye Jama The Us Par Intrest (Sood) Mila Hai.

To Bara E Maherbani Aap Mujhe Ye Bataye Ki Mai Usko Kis Jagah Kharch Karu. Jawab: Bank Gar Kafiron Ka Hai. Jaisa Ke Aaj Kal India Me Aksar Bank Kuffar Ke Hi Hain. To In Banko Se Jo Zaayed Raqam Mile Wo Interest. Yaani Sood Nahi Hoti. Balke Maal E Mubah Hai. Aapko Ikhtiyar Hai Jahan Chahiye Kharch Karein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button