Masail

Kya Grahen Ke Waqt Khana Nahi Khana Chahiye.

Kuchh Log Kahte Hain Ki Jab Grahen Padna Shuru Huwa Jab Se Khana Nahi Khana Chahiye. Tab Tak Ki Grahen Poora Na Ho Jaaye. Jawab: Is Ki Koi Sharai Haisiat Nahi Hai. Haan! Amawas, Ya Suraj, Ya Chand Garhan Me Aksar Jadu Tona Kiya Jaata Hai. Lehaza Us Se Hifazat Ke Liye Ayatal Kursi O Surah Falaq, Surah Naas Parhein. Aur Bade Buzurg Hamila Aurat Ko Baaher Nikalne Se Mana Karte Hai, To Ehtiyaat Kiya Jaaye. Rahi Baat Khaane Peene Ki To Bismillah Shareef Parh Kar Kisi Cheez Ke Khane Me Harj Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button