Aqaid

Jo Log Kaala Jaadu Karvate Hain Un Per Allah Ta’ala Ki Kya Saza Hai.

Aor Jinper Ye Jaadu Kardiya Jaata Hai. Unko Shariyat Ke Hisab Se Kaise Ilaj Karvana Hai. Aor Kya Hukm Hai Allah Ta?ala Aur Uske Habeeb ? Ka. ANSWER Jadu Me Agar Kalima E Kufr Bakna Ho To Kufr Ka Azaab Hai. Aur Kisi Ko Pareshan Kare To Momin Ko Bila Wajah Pareshan Karne Ka Gunah Hoga. Jadu Se Bachne Ke Liye Surah Falaq Aur Surah Naas Parh Kar Dam Karein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button