Masail
Hajj Ke Waqt Jis Ke Sar Par Baal Na Ho Use Ustara Phirwana Kaisa Hai?
ANSWER Wajib Hai. Jis Ke Sar Par Baal Na Ho Use Ustara Phirwana Wajib Hai Aur Agar Baal Hai Magar Sar Se Fudiyaan Hai Jin Ki Wajah Se Munda Nahi Sakta Aur Baal Itne Nade Bhi Nahi Ki Katrawaaye To Is Ujr Ke Sabab Us Se Mundana Aur Katrawaana Saakit Ho Gaya. Ya?ani Maaf Ho Gaya. Use Bhi Mundane Walo Aur Katarwaane Walo Ki Tarah Sab Cheez Halaal Ho Gayi. Magar Behtar Yah Hai Ki Ayame Nahar Ke Khatm Hone Tak Ba-Dastur Rahe. n(Aalamgeeri) Bahare Shari?at Part 06 Safa 85 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—