Masail
Kya Koi Ladki Shadi Se Pehle Chudi Pehan Sakti Hai.
Kuch Logo Ka Kehna Hai Ke Ladki Agar Chudhi Na Pehne To Uske Hath Se Pani Peena Makrooh Hai. Kya Iski Koi Haqiqat Hai. ANSWER Shadi Se Pahle Churri Wagairah Pahanne Me Harj Nahin Aur Ladkiyaan Apne Haathon Me Kuchh Zewar Pahne Rahe Ke Bilkul Na Pahanna Mardon Ke Haatho Se Mushabaht Hai Jis Se Bachne Ka Hukm Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—