Masail
Nakhun Asar Ki Namaz Baad Kat Sakte Hai ?
Kab Tak Kat Sakte Hai. Waqt Bata De Maghrib Ki Azan Tak Ya Usse Pehle. Jawab: Budh (Wednesday) Ke Din Ke Ilawa Jis Din Chahein Kaatein. Haan, Raat Yaani Suraj Guroob Ho Jaaye To Kaatne Se Mana Kiya Jata Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—