Masail

Today, The Qur’an Completes 1441 Yrs In Its Existence.

We Are Going To Give Our Prophet Nabi ﷺ Muhammad ﷺ A Gift Of 15 Billion Salawats. Please Recite 5 Salawats Or More. Hazrat kya Ye msg Sahi Hai Ke Quran Sharif ko 1441 Saal Mukammal Hue? Aur sirf Sallallaho Alaihi Wasallam Parh Sakthe Hain? Jawab: Quran Ko Mukammal Hue 1441 Saal Hue Ye Baat Qabil e Qubool Nahi. Kyu Ke Hijrat Ko 1437 Waa Saal Jaari Hai. Jab Ke Baad E Hijrat Bhi Quran E Paak Ki Ayat Ka Nuzool Hota Raha. Durood Shareef Ki Barkat Aur Fazeelat Sab Par Ayaan Hai. Sab Se Behtreen Wazeefa Durood E Paak Hai. Durood O Salam Me Sirf ? Parh Lena Bhi Kaafi Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button