Masail
Jo Log Paisa Transfer Ka Kaam Karte Hai. Bahar Se Party Paisa Bhejti Hai Aur Yahan Asani Se Mil Jata Hai.
Ek Lakh Rupaye Main 300 Rupaye Liya Jata Hai. Kya Is Tarah Ki Tijarat Jayez Hai ? ANSWER Agar Alag Se Ujrat Tai Karein To Jaayez Hai. Usi Raqm Me Se Cut Kar Lena Jaayez Na Hoga. Jaise 1 Lakh Par 300 Rupe Ujrat Tai Ki Jaaye Aur 1 Lakh Dene Ke Baad 300 Rupaye Ba Taur E Ujrat Le Li Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—