Masail

Ehram Ki Halat Me Galti Se Saboon Se Hath Dholiye. To Kya Mujhe Dam Dena Hoga Ya Sadqa Dena Hoga.

Jawab: Ehram Ki Halat Mein Saboon Se Hath Dho Lena Makrooh Hai. Taubah-O-Istegfar Kare Aur Agar Bahot Zyada Khushboo Hai Ke Pura Hath Khushbudar Hogaya To Damm Bhi Lazim Aa Sakhta Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button