Masail
Business Me Shariyat Ke Hisab Se Kitna Max Profit Le Sakhte Hai.
Suppose 100Rs Ki Product Banrahi Hai. To Max Sale Kitne Rs Me Kar Sakhte Hai? ANSWER Munafa Ki Koi Hadd Muqarrar Nahi Hai. Baaye O Mushtari (Bechne Wala Aur Khareedna Wala) Jitne Par Raza Mand Ho Jaayein Utni Raqm Par Khareed O Farokht Jaayez Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—