Masail
Kya brush karna Biddat hai?
Jawab: Brush karna safaai ke Amal me se hai. Aur is ka Ta’alluq Zindagi guzarne ke Akhlaq o Adab se hai. Lehaza brush karna Biddat e Mubaaha keh sakte hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—