Aqaid
Yaum E durood huzoor ki wiladat ki angrezi tareekh par manana sharan jayez hai, ya nahi?
Jawab: Yu to umooman har din ko Durood ka din banana chahiye. Lekin agar mazkoora tareekh par us din ka aam yaum e durood rakha jaaye aur khusoosan iska ihtemam kiya jaaye, to bhi koi harj ahi. Balke Jaayez o mustahsan (achcha, pasandida) hai. Waazeh rahe ke hame har din ko Islami date ke etebar se manane aur yaad rakhne ka hukm diya gaya hai. Haan! rahi baat ek khaas din ko yaum e durood se mausoom karne ki, to is me harj ahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—