Masail

Agar koi Sayyed ki ladki ki shadi Aise ladke ke sath ki jaye Jo Ladka Sayyed nahi hai.

Aur Woh Ladka apne aap ko Sayyed Kehta Hai. To Maa Baap Ko Woh Ladki Ki Shadi uske sath Karni chahiye. Jawab: Ye baat kaise pata chali ke wo sayyed ahi? Agar suboot e sharai se uska jhoota hona sabit hai. To apne apko sayyed kehne wale jhoote Shakhs par tauba zaruri hai. Agar wo tauba karle, to apni ladki ka ikah usse karayein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button