Masail
Kya Sunni Ke Nazdik 16 Sayyedo Ka Roza Aur Kahani Padhna Jayez Hai?
Jawab : 16 Sayyedo Ki Kahani Be Asl Aur Awami Khurafaat Hai. Uska Parhna Aur Wazeefa Bana Lena Jaayez Nahi. Khalis ALLAH Ke Liye Roza Rakhne Me Koi Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—