Masail

Shadi Me Walime Ki Dawat Me Aqeeqe Ka Gosht Istemal Kar Sakte Hai ?

Agar Haa, To Guest Ki Gift Ya Cover Le Sakte Hai ? Jawab : Shadi Ke Mauqe Par Aqeeqe Ka Gosht Daawat Me Khilaana Jaayez Hai Aur Logo Ke Tohfe Aur Nazraane Lena Bila Karaahat Jaayez Hai. Kyu Ke Ye Koi Muaawaza, Ya Badle Ke Taur Par Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button