Masail
Hazrat Shab e Zufaf Ka Sahi Matlab Kya Hai?
Aur Kya Walima Ke Liye Humbistri Zaruri Hai? Aur Aaj Kal Wahabiyo Me ek Hi Din Me Nikah, Walima Karte Hai. Jawab: Shab e Zufaf Us Raat Ko Kaha Jaata Hai Jab Dulhan Rukhsati Ke Baad Apne Shauhar Se Khilwat Me Mile. Aur Walima Shab e Zufaf Ke Baad Sunnat Hai. Zufaf se Pehle Daawat E Walima Nahi, Sunnat Ada Na Hogi. Lekin Ye Gunah Bhi Nahi, kyuke Ye Sunnat e Mustahibbah Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—