Aqaid

Kuch Kitabo Mai ye Tazkira hai ke Huzur Gaus e paak or Huzur Garib Nawaz Ki Mulakat kuch Dino ke Liye Hui thi.

Kuch Kitabo Me Mulakat Ka Zikr Nahi hai. Magar In Dono Buzurgo Ka Dour Ek hi tha To Kya Mulakat Wali Riwayat Sahi hai? Jawab: Mulaqat se Mutalliq Riwayat Mai Ne Nahi dekhi hai. Haan! Ye Riwayat zarur milti hai ke jis waqt Huzoor Gaus e Paak Radi-Allahu Ta’ala Anhu e Jis waqt Elaan farmaya tha ke Mera Qadam Tamam Allah ke Waliyo ki Gardan par hai. To us waqt Hadrat Gareeb Nawaz Khurasan me Maujood The. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button