Masail
Hazrat kuch log kehte hai Asr ke baad se maghrib tak kuch khaya piya na jaye to nafl roze ka sawab milta hai?
Kya ye sahi hai? Jawab: Ye baat maine kahin ahi dekhi. Haan buzurgo ke Mamoolat se hai ke wo Asr se Magrib ke darmiyan khane peene se baaz rehte the. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—