Masail

Aurat agar haiz ki halat me hai to kya us waqt fatiha ka khana bana sakti hai.

Yaani uske haatho se bana hua khana par fatiha diya jaa sakta hai? Jawab inayat farma kar islaah Farmayenga. Jawab: Haiza Aurat Khana bana sakti hai aur us par fatiha dilaane me bhi harj ahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button