Masail
Hazrat Hajre Aswad ko Bosa dena ke liya Bohat mushkil hota hai.
Agar door se haath uthe kar boosa liya tho Wo Apni gunah Maaf hojayenge Ya ahi ? Jawab: Hajre aswad ko bosa lena dushwar ho to apni jaan khatre me a daale. Balke Ishare se bhi Bosa lena Sabit hai. Jise istilam kaha jata hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—