Masail
Aurat ka Mazarat par Jana bilkhusus Baghdad Sharif, Maidan E Karbala
Deegar ziyarat wa qabristan main jana ba-shart Mehram ke saath aur parde ki halat main kaisa hai? Jawab: Behtar ye hai ke khaas Ziyarat ke iraade se safar a kare. Balke Shauhar ya Waalidain ki khidmat ke iraade se unke sath safar kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—