Masail

Jamra ke pass se kankariyaan Uthana kaisa hai ?

Jawab: Makrooh Hai. Kankariyaan zameen ki jins ( Qism ) se ho Aur Aisi Cheez ki jisse tayyammum jayez hai kankar, patthar, mitti Yahan tak ki Agar khaak phenki jab bhi Rami ho gayi magar ek kankari phekne ke kaayim makaam huyi. Moti, Ambar, Mushaq wagairah se Rami jaayez ahi. Yuhi jawaahir Aur sone chaandi se bhi rami ahi ho sakti ki yah to ichawar huyi, maarna a huwa. Mingni se bhi Rami jaayez ahi. Jamra ke pass se kankariyaan uthana makrooh hai ki waha ki kankariyaan Rahti hai jo makbul ahi hoti Aur madud ho jaati hai Aur jo makbul ho jaati hai utha li jaati hai. n(Raddul Muhtaar) Agar maalum ho ki kankariyaan aajis ( Naa-paak ) hai to unse rami karna makrooh hai Aur maalum a ho to ahi Magar dooh lena mustahab hai. Is Rami ka waqt aaj bhi fajr (Subah Saadik ) se 11vi ki fajr tak hai. Magar sunnat yah hai ki tulu e Aftaab se jawaal tak ho Aur jawaal se gurub tak mubaah aur Gurub se Fajr tak makrooh. Yoonhi 10vi ki amaz e fajr ka waqt shuru hone se tulu e Aftaab tak makrooh Aur agar kisi Uajr ke sabab ho maslan charwaho e raat me rami ki to karaahat ahi. Reference Bahare shari’at Hissa 06 Safa 84 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button