Masail
Ehram ke liye kya safeed libas shart hai
Aur mard ka aur aurat ka ehram kaisa hona chahiye tashreeh farma dejiye. Jawab: Mard ke liye ehram me begair sile hue 2 (do) kapre jo safed aur aye hon pahenna behtar hai. Aurat ke liye bhi yahi behtar hai ke wo Saada libas pehne. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—