Masail
Agar Kisi Sunni Muslim Ladke ki Shadi Kisi Wahabi Ya Aise Kisi Ladki Se Ho Jiske Khas Rishtedaar Me Wahabi ho
Aur Nikah Koi Sunni Mufti, Ya Qari Padhaye To Kya Nikah Durust Hoga ? Jawab: Agar Waaqai Ladki Wahabi Hai Ke Jiski Badmazhabi Hadd e Kufr ko Pahochi Hui Hai, To Ye Nikah Hi Na Hua. Agarche Koi Parhaaye, Balke ye Jaante hue Parhaane Waale Par bhi Taubah Laazim Hai. Haan! Agar Ladka Ladki Sunni Hain, To Nikah Durust Ho Gaya. Magar usme wahabiyo ki shirkat jaayez ahi, jo unki shirkat se raazi raha us par taubah laazim. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—