Masail

Bakar Kehta Hai Ke Agar Beti Sahib e Maal Hai To Apne Walid Saheb Ke (Tija Aur Chaliswa) Ka Fatiha Wagairah Ka Khana Nahi Kha Sakti Hai

Sirf Ghar Ke Log Kha Sakte Hain. (Ghar Ke Log Se Muraad) Biwi, Beta, Bahu, Pote, Poti Aur Baqiyaa Khandan Wale Nahi Khaa Sakte Hain. Na Bhai, Na Behen, Na Beti Aur Naahi Inke Tamaam Khandan Wale To Kiya Huzur Bakar Ka Yeh Kehna Sahi Hai. JazakAllah O Khaira Huzur Jawab: Ghar ke jo afrad maujood hain wo kha sakte hain. Behtar hai ke faqeero ko khilaya jaaye ke wo iske haqdar hain. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button