Aqaid
Kufr se nafrat karna Wajib hai aur Kafir se Nafrat karna Haraam hai
Hazrat maine ek jagah yeh padha, Kya yeh sahi hai? Rehnumai farmaye Jawab: Kafir o Mushrik Najis Misl e Paleed hain Aur Nijasat se Nafrat hi ki jaati hai. Jo ye kahe ke Kafir se Nafrat karna Haraam hai, wo Hurmat ki Daleel de. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—