Aqaid

Kya Meelad Shareef Ki Mehfil Munaqid Karna Biddat E Sayyeaa Hai?

Jawab: Meelad Shareef Ki Mehfil Munaqid Karna Usme Huzoor E Akram Sallallahu Alahi Wassallam Ki Paidaish Ke Halaat Aur Deegar Fazail wa Munaqib Bayaan Karna Barkat Ka Bais Hai. Use Biddat E Sayyeaa Kehna Gumrahi wa Bad’mazhabi Hai.

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button