Hazrat Khwaja Muhammad Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi
Laqab: Hujjatullah (Proof of Allah). Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi ki wilaadat 1034 Hijri (1624 A.D.) me hui. Aap ke waalid ka aam Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Ma?asoom bin Hazrat Mujaddid e alfe saani Imam Shaikh Ahmad Sirhindi al-Faarooqi rahmatullahi alaihi hai. Aap e apne waaild Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Ma?asoom, apne chacha Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Saeed Sirhindi aur deegar ulama se ta?aleem haasil ki. Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi ko 2 martaba Hajj e Baitullh ki sa?adat haasil hui. Aap ak?ar mughal lashkar me rehkar sipahiyo aur salaaro ko taaleem wa asihat farmate. Bahot saare sipahi Aapke mureed the. Aap e Mughal baadshaah Hazrat Aurangzeb rahmatullahi alaihi ko kai khat likhe the. Maulana Imaad-ud-deen Muhammad ﷺ e ?Manktubaat? me Aapke 128 khato ko jama kiya hain. Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi ke pote aur khalifa Khwaja Muhammad ﷺ Zubair رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ bayaan karte hain ke n?Ek martaba Aap shadeed beemaar the aur apne ghar me baithe the. Itne me ek imama pehna hua shakhs aaya (jo ek farishta tha) aur aap se kaha ke ?ALLAH ta?ala e Aap ko Salaam bheja hai.? Aap e sar uthaaya aur usse farmaya ?Allahumma antas salaam wa minkas salaam tabaarak ya zul-jalaali wal ikaraam.? Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi ke saahabzaade: n(1) Shaikh Abul A?ala (Wisaal 1107 Hijri) n(2) Shaikh Muhammad ﷺ Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ n(3) Shaikh Muhammad ﷺ Kaazim. Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Ma?asoom Naqshbandi Sirhindi rahmatullahi alaihi ke mureed hain Aur ?Naqshbandi Mujaddidi? silsile ke Shaikh hain. Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi ke khulfa: n(1) Shaikh Muhammad ﷺ Zubair رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ bin Shaikh Abul A?ala Sirhindi rahmatullahi alaihi n(2) Shaikh Abul Khair Burhanpuri rahmatullahi alaihi n(3) Shaikh Ziya-ud-deen Yousuf عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Mujaddidi Sirhindi bin Khwaja Yahya rahmatullahi alaihi n(4) Shaikh Abdul Kareem rahmatullahi alaihi n(5) Shaikh Haji Abdull?h rahmatullahi alaihi. Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi ka wisaal 9 Moharram 1115 Hijri (14 May 1703 A.D) ko 80 saal ki umr me hua. Aap ka mazaar Sirhind (Punjab) me hai. Azaadi aur taqseem e mulk ke waqt fasaad ke dauraan kuch muslim, Aap ke mazaar me panaah li thi. Kuchh sikh e unko maarne ke liye hamla kiya. Magar jaise hi wo sikh dargaah ke qareeb aaye dargaah ke minaar tootkar un par gire. Jisse darkar wo sab waha se bhaag gaye. ALLAH ta?ala uske Habeeb sallallahu alaihi wa sallam ke sadqe me Aur Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Naqshband Sirhindi rahmatullahi alaihi aur tamaam Auliya Allah ke waseele se Sab ko mukammal ishq e Rasool ﷺ ata farmaye aur Sab ke Imaan ki hifazat farmaye aur Sab ko ek amal karne ki taufiq ata farmaye. Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmaye aur Sab ki ek jaayiz muraado ko puri farmaye. Aameen.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—