Masail

Ghar Rahen Lena kaise hai Sail ne zaid ko 2 lakh de kar uska ghar 2 saal ke liye Ijazat lekar ghar istemaal kar sakh tha ya nahi

2 saal hone ke baad 2 lakh wapas kar dena pad tha hai Zaid ko? Jawab: Mazkoora surat me wo 2 lakh qarz hua aur ghar ba taur e rehn aur Rehn ka saman istemaal karna jaayez ahi. Aur agar qarz ke badle us ghar se faayeda uthaye, to ye qarz se afa uthana hua jo ke sood aur haraam hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button