Masail
Hamare gaon me kuch logo me mashoor hai ki kunwari Ladkiyan ko tahajjud ki namaz nahi Padni chahiye.
Is baare me kya huqm hai? Jawab: Ghar me Parhne me koi harj ahi. Balke parhna Bethar o afzal hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—