Hazrat Bilal al Habashi radiy-Allahu ta?ala anhu
Alqaab: Sayyed-ul-Muazzeen, Muazzin-e-Awwal. Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ al Habashi radiy-Allahu ta?ala anhu ki wilaadat 580 A.D. me Makka me hui. Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ al Habashi radiy-Allahu ta?ala anhu ke waalid ka aam Rabah aur waalida ka aam Hamamah hai. Aap ke waalidain Habasha (Abyssinia, Ethiopia / Africa) ke the. Ek baar Huzoor Rasool ﷺ-Allah Sallallahu alaihi wassallam Makka ki ek gali se guzar rahe the. Unho e ek ghar me se kisi ke rone ki aawaaz suni. Is dard bhari rone ki aawaaz sunkar be-ikhtiyaar us ghar me daakhil ho gaye. Dekha ke ek Habashi aujawaan chakki pees raha hai aur zaar o qataar ro raha hai. Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e us se rone ki wajah puchhi to us e bataaya ke n?Main ek ghulaam hu. Saara din apne maalik ki bakariya charaata hu. Shaam ko thak kar jab ghar aata hu to mera maalik mujhe gamdum ki ek bori peesne ke de deta hai. Jisko peesne me puri raat lag jaati hai. Main bhi ek insaan hu. Mera jism bhi aaraam maangta hai. Lekin mere maalik ko mujh par zara bhi taras ahi aata hai. Main apni buri qismat par ro raha hu. Kya meri taqdeer me saari zindagi isi tarah ro rokar guzaarna hi likha hai Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e farmaya ke n?Main tumhare maalik se kehkar tumhari mashaqqat to kam ahi karwa sakta kyun ki wo meri baat maanega ahi. Haan, Main tumhari thodi madad kar sakta hu. Tumhari jagah par main chakki peesta hu aur tum so jaao.? Wo Habashi ghulaam bahot khush hua aur shukriya ada karke so gaya. Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam uski jagah par chakki peeste rahe. Jab gandum khatm ho gaye to aap use baghair jagaye waapas tashreef le aaye. Dusre din phir aap waha tashreef le gaye aur us ghulaam ko sulaakar uski jagah chakki peeste rahe. Teesre deen bhi yahi maajra hua aur subah ko aap khaamoshi se apne ghar tashreef le aaye. Chothe din jab aap waha gaye to us ghulaam e kaha n?Aye Allah ke bande!, Aap kaun hain aur mera itna khayaal kyun kar rahe hain? Hum ghulaamo se a kisi ko koi dar hota hai aur a koi faa’ida. To phir aap ye sab kuchh kis liye kar rahe ho Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e farmaya n?Main to ye sab insaani humdardi ke tahet kar raha hu. Iske ilaawa mujhe tum se koi garz ahi.? Us ghulaam e kaha ?Aap kaun ho Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e farmaya ke ?Kya tum jaante ho ke Makka ke ek shakhs e abuwwat ka daawa kiya hai?’ Us ghulaam e kaha ?Haan, Maine suna hai ke Mohammad ﷺ aami ek shakhs khud ko ALLAH ka abi ﷺ kehta hai.? Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e farmaya ?Main wo hi Mohammad ﷺ hu.? Ye sunkar us ghulaam e kaha n?Agar aap hi wo abi ﷺ hain to mujhe kalma padhaa’iye kyun ki itna shafeeq aur meharbaan koi abi ﷺ hi ho sakta hai jo ghulaamo ka bhi is qadar khayaal rakhe.? Phir Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ kalma padhkar Islam me daakhil hue. Hazrat E Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ as-Saabiqoon al-Awwaloon me shaamil hain. Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e 30 saal ki umr me jab Islam apnaaya to shuru me makhafi rakha. Jab Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ke Maalik Umayyah ibn Khalaf ko pata chala, to usne aap ko tarah tarah ki takleef dena shuru kiya. Wo Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko garm ret par letakar aap ke upar bade bhari patthar rakta tha. Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e har takleef bardaasht ki, magar Islam aur daaman e Mustafa ﷺ ko a chhoda aur apne ishq e Mustafa ﷺ ka saboot diya. Phir Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ke hukm par Hazrat e Abu Bakr رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Siddeeq radiy-Allahu ta?ala anhu e Umayyah ibn Khalaf ko dusra gulaam aur kuchh raqam dekar Hazrat E Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko aazad karaya. Jab Hazrat e Abu Bakr رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ aap ko lekar jaa rahe the tab Umayyah ibn Khalaf e kaha. n?Aye Abu Bakr رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ! Tum e bahot mahenga sauda kiya.? To Hazrat e Abu Bakr رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Siddeeq e usse kaha. n?Tum e sirf Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko dekha hai aur maine us ke dil me ishq e Rasool ﷺ ko dekha hai.? 622 A.D. me Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ke Madeena Shareef aane ke baad Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ bhi Makka Shareef se Hijrat karke Madeena Shareef aa gaye. Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e Jung e Badr aur dusri tamaam jang me shirkat ki. Jung e Badr me Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e Umayyah bin Khalaf ko qatl kar diya. Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Islam ke sab se pehle Muazzin hain. 2 Hijri me jab Hazrat e Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ radiy-Allahu ta?ala anhu e Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e Namaz ke liye musalmano ko jama karne ke liye Azaan pukaarne ka mashwara diya. To Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko Muazzin muqarrar kiya. Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ hamesha Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ke saath rehte the, Masjid e Nabawi me ya Masjid e Quba me, ya Safar me aur Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ki Azaan ki aawaaz se ashaaba ko pata chal jaata tha ke Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam kis maqaam par hain. Jab Makka Shareef fatah hua to Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e Ka?abatullah par Azaan pukaari. Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko apna khajaanchi muqarrar kiya tha aur jab koi shakhs apni haajat lekar darbaar e abi ﷺ me aata tha to aap Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko uske liye hukm dete the aur wo use uski haajat ki cheez dete the. Ek martaba Huzoor E Akram Sallallahu alaihi wa sallam e Fajr ke waqt Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ se farmaya ke n?Aye Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ! Yeh bataao ke imaan laane ke baad tum e wo kaun sa aisa amal kiya hai jo fazilat me dusre amal se badhkar hai. Kyun ki maine jannat me tumhare qadmo ki aawaaz aage aage suni.? Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e kaha ?Ya Rasool ﷺ-Allah sallallahu alaihi wa sallam! Mujhe aisa koi amal yaad ahi aata,? Phir kuchh der baad aap e kaha. n?Aye mere Aaqa! Main jab bhi wazu karta hu, chaahe din me ya raat me, to foran main 2 rak’at afl Tahyatul Wazu padhta hu aur jab bhi mera wazu toot jaata hai to main foran wazu kar liya karta hu.? Huzoor E Akram Sallallahu alaihi wa sallam e farmaya ke ?Aye Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ! Ye hi wo amal ho sakta hai, jis ki wajah se ye khushkhabari mili hai.? Sahih Bukhari, Jild -2, Hadees-1149 Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ke parda farmaane ke baad Hazrat e Abu Bakr رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ radiy-Allahu ta?ala anhu ke ilteja karne par Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Madeena munawwara me ruke. Lekin unke wisaal ke baad Hazrat e Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Farooq radiy-Allahu ta?ala anhu ke zamaaane me Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e unse Jihaad ke jaane ki ijazat chaahi. Hazrate Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Farooq e Madeena Shareef me rukne ki guzaarish ki, magar Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ a maane aur Shaam (Syria) ki taraf rawaana ho gaye aur Halab me muqeem hue. Ek saal baad khwaab me Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ki ziyarta hui aur Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam e farmaya ?Aye Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ! Kya hum se milna ahi chaahte Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ foran oontni par sawaar hokar Madeena munawwara tashreef laaye. Roza e Rasool ﷺ par haazir hue aur be-inteha rote hue gir pade. Jab Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko hosh aaya to logo e Aap ko fajr ki azaan ke liye guzaarish ki. Shuru me mana karne ke baad Hazrat e Hasan aur Hazrat E Hussain ko bulaaya gaya aur jab unho e guzarish ki to Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e azaan pukaari aur sab ko Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ke zamaana e zaahiri ki yaad aa gayi. Magar ?Ashhadu anna Mohammadur Rasool ﷺ-Allah? par pahunchkar Hazrat E Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ki aankho se aansoo jaari ho gaye aur aawaaz halaq me rukh gayi. Jab Hazrat E Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko hosh aaya to bataaya ke ?Jab main ?Ashhadu anna Mohammadur Rasool ﷺ-Allah? kehta tha to Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ko dekh leta tha. Aaj Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ko aankho ke saamne a paaya to Aaqa ke hijr me khud ko sambhal ahi saka.? Phir usi roz Hazrat E Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Mulke Shaam waapas chale gaye. Ameer ul mo?mineen Hazrat e Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Farooq radiy-Allahu ta?ala anhu jab Jerusalem gaye to waha Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ maujood the aur ashaaba ke arz karne par Hazrat e Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Farooq Radiallaho Anhu e unko azaan ke liye guzaarish ki. Shuru me mana karne ke baad jab Hasnain kareemain ka waasta dekar israar kiya to Hazrat e Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ e azaan pukaari aur sab ko Huzoor Sallallahu alaihi wa sallam ke zamaana e zaahiri ki yaad aa gayi. Qaul: Deen e Islam me kisi tarah ka jabr ahi. Hidayat paane me kisi ko barso lag jaate hain to kisi ko ek pal. Waqt ka tayyun sirf ALLAH ta?ala hi karta hai. Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ka wisaal 20 Moharram 18 Hijri (2 March 640 A.D.) ko 60 saal ki umr me hua. Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ al-Habashi radiy-Allahu ta?ala anhu ka mazaar Damascus (Syria) me ?Baab-us-sagheer? me hai. ALLAH ta?ala uske Habeeb Sallallahu alaihi wa sallam ke sadqe me Aur Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ al Habashi radiy-Allahu ta?ala anhu aur Ashaaba ke waseele se Sab ko mukammal ishq e Rasool ﷺ ata farmaye aur Sab ke Imaan ki hifazat farmaye aur Sab ko ek amal karne ki taufiq ata farmaye. Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmaye aur Sab ki ek Jaayiz muraado ko puri farmaye. Aameen.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—