Aqaid
Kya sunni Sahi ul Aqeeda agar kisi Deobandi, ya Ahle hadees ki nikah main shareek hua.
Kya uska ikah fasiq hoga aur ikah wapas karna hoga? Jawab: Deobandi, badmazhab jinki badmazhabi hadd e kufr ko pahoch chuki hai, uska ikah kisi se ahi ho sakta. Agar use musalman samajhte hue ikah ko sahi samajhte hue usme shareek hua to tauba, tajdeed e iman lazim hai. Warna gunahgar, to zarur hoga aur tauba zaruri hogi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—