Masail

Ghar Rahen Lena kaise hai?

Sail e zaid ko 2 lakh de kar uska ghar 2 saal ke liye Ijazat lekar ghar istimaal kar sakta hai, ya ahi? 2 saal hone ke baad 2 lakh wapas kar dena padhta hai ZAID ko? Jawab: Mazkoora surat me wo 2 lakh qarz hua aur ghar ba’taur e rehn aur Rehn ka saman Istemal karna jaayez ahi. Aur agar qarz ke badle us ghar se faayeda uthaye, to ye qarz se afa uthana hua, jo ke sood aur haraam hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button