Masail
22 Rajab ke kunde ko mana karte hai ke mat karo hargiz nahi karna chahiye?
To hum 22 tarik ko karna chahte hai. Kya hum iyaz kar sakte hai? Jawab: 22 rajab ko bhi ki jaaye to harj ahi. Haan! fatiha mein Imam Jaafar e Sadiq ke sath Hazrat Ameer e Muawiya ke aam bhi isaal e sawab karein. Taake shio ka radd bhi ho aur unse kisi tarah ki mushabahat bhi a baaqi rahein. Haan! jo bid’at hain jaise ke mitti ka bartan ho aur jis jagah bane usi jagah khaaya jaayein. Phir bartan ko phek diya jaaye wagaira. Ye sab qaiden bid’at o ajaayez hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—