Masail

8 Mahine Me Bachchi Ka Janam Hua Ek Ya Do Ghaante Baad Bachchi Ki Wafat Ho Gayi.

To Kya Uska Naam Rakha Jayega Ya Nahi. ANSWER Agar Bachchi Zindah Paida Hui. To Uska Naam Bhi Rakhein Aur Us Ke Liye Ghusl E Masnoon O Kafan E Masnoon Bhi Hai Aur Namaz E Janaza Bhi Padhenge. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button