Be Wazu Ko Quran Sharif, Ya Uski Kisi Aayat Ka Chhuna Haraam Hai
Agar Bina Chhuye Zubaani dekh kar padhe to Koyi Harz ahi. Rupaye par Aayat Likhi Ho, to un sabko, yaani Be wazu waalo jin par ahana jaruri ahi hai Aur Haiz Aur Nifas waaliyoon ko uska chhuna haraam hai. Haan Agar thaili me ho to Thaili Uthaana jaayez hai. Aise hi jis bartan ya gilaas par surat ya Aayat likhi ho uska chhuna bhi unko Haraam Hai. Aur uska Istemal sabko Makrooh. Magar Jabki khaas sheefa ki iyat ho. Quran Sharif dekhne me un sab par kuch harz ahi. Agarche Huruf par azar pade Aur Alfaaz Samajh me aaye Aur khayaal me padhe jaaye. Darood Sharif Aur Duao ke padhne me unhe kuch harz ahi. Magar achha, Yah Hai ki wazu, ya Kulli karke padhe. Un sabko Azaan ka jawab dena jaayez hai. Bahar -E-Sharee’At Dusra Hissa Safa 37,38 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—