Masail
Agar Baithkar Sajda Kiya, Toh Sajda E Tilawat Ada Hoga Ya Nahi ?
Jawab: Ada Ho Jaayega. Magar Masnoon Yehi Hai Ki Khada Ho Kar Sajda Mein Jaaye Aur Sajda Ke Baad Phir Khada Ho.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—