JO SAAHIB E ISTETA’AT NA HO USKI QURBANI
JO SAAHIB E ISTETA’AT NA HO USKI QURBANI? HADEES Hazrat E Abdullah Bin Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ se riwayat hai ke RasoolAllah e farmaya mujhe yaum e azha ka hukm diya gaya us din ko khuda e is ummat ke liye eid banaya ek shakhs e arz ki ya RasoolAllah ye batayein agar mere paas meenha ke siwa koi Jaanwar a ho to kiya uski Qurbani kar dun ( menha us janwar ko kahte hain jo dosre e use is liye diya hai keh kuchh dino uske doodh wagairah se faaidah uthaye aur phir maalik ko wapas kar de). Huzur e farmaya NAHI. Haan tum apne baal aur aakhun tarashwaao aur moye zer e aaf mundo is me tumhari Qurbani khuda ke azdeek poori ho jaayegi yani jisko Qurbani ki taufeeq a ho to use in chizo ke karne se Qurbani ka sawab haasil ho jaayega. n(Abu Daaud, Nasai) n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—