Masail
DO BAKRE APAS ME LADTE HAI YA KOI UNKO LADATA HAI. TO LADAYI DEKHNE WALE SHAKHS PAR KYA HUKUM HAI?
ANSWER Jaanwaro Ko Aapas Ladaana Gunaah Hai Aur Unki Aisi Ladaai Dekhna Bhi Gunaah Hai. Agar Khud Hi Lad Rahe Ho To Jise Ladte Huye Dikhe Use Chahiye Ke Ladaai Chhorra De. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—