Masail

Qurbani se pehle baal aur nakhun katna kaisa?

Qurbani se pehle baal aur akhun katna kaisa? HADEES Ummul Momineen Umm E Salama se riwayat hai ke Huzur e farmaya jis e zilhijjah ka chaand dekh liya aur uska iradah Qurbaani ka hai to jab tak Qurbani a karle baal o aakhuno se a le yani a tarashwaye. n(Muslim / Tirmizi / Nasai) MASLAH:- Jis ko Qurbani karne ka iradah ho uske liye mustahab hai ke zilhijjah ka chaand dekhne ke ba’ad aakhun baal wagairah a kaate. MASLAH:- Agar kisi shakhs e (31) din se kisi uzr ke sabab, khwah bila uzr aakhun a tarashe hon, khat banwaya aho ke chaand zilhijjah ho gaya to agarche Qurbani ka iradah rakhta ho is mustahab par amal ahin kar sakta ke ab daswen tak rakhega to aakhun o khat banwaye huye ektaaliswan (41) din ho jaayega aur 40 din se ziyadah a banwana gunaah hai. Fe’le mustahab ke liye gunaah ahin kar sakta. n(Fatawa Razviyyah Jild 8 Safah 358) MASLAH:- Jise dusre ya teesre din Qurbani karni hai uske liye behtar hai ke woh dusre ya teesre din Qurbani ke baad aakhun o baal wagairah kaate. MASLAH:- Eid ki amaz ke ba’d aur Qurbani se pahle aakhun baal wagairah katwa liya to is mein bhi harj ahin. BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button