Masail
QURBANI KA HUKM
QURBANI KA HUKM? MASLAH:- Qurbani ka hukm ye hai keh us ke zimmah jo Qurbani wajib hai kar lene se bari-uzzimmah ho gaya n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Achhi iyyat se ki hai riya (dikhawa) wagairah ki mudakhalat ahin to allah ke fazl se ummeed hai keh aakhirat mein uska sawab mile. MASLAH:- Ek se ziyadah Qurbani ki sab Qurbaniya jaayez hain ek wajib baaqi afl n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Agar ek poori gaaye Qurbani ki to poori se wajib hi ada hoga ye ahin ke saatwa hissa hi wajib ho baaqi afl n(Bahar e shari’at) BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBANI n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—