Masail

Qurbani ka janwar kaisa hona chahiye

QURBANI KE JAANWAR ME AIB KA BAYAN? MASLAH:- Qurbani ke Janwar ko aib se khaali hona chaahiye aur thoda sa aib ho to Qurbani ho jayegi. Magar makrooh hogi aur ziyadah aib ho to hogi hi ahin. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis ke paidaashi seengh a ho to uski Qurbani jaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH: Agar seengh thi magar toot gaya aur meng (gooda) tak toota hai to jaayez ahin is se kam toota hai to jaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis Jaanwar men junoon (paagalpan) hai aur is hadd kya hai ke woh Jaanwar charta bhi ahin hai to uski Qurbani aajaayaz hai aur is hadd ka ahin hai to jaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Khassi yani jiske khusiye ikaal liye gaye ho ya majboob yani jis ke khusiye aur uzu e tanaasul sab kaat liye gaye hon unki Qurbani jaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Itna boodha ke bachcha ke qabil a raha ya daaga hua Jaanwar ya jiske doodh a utarta ho in sab ki Qurbani jaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- kharishi Jaanwar ki Qurbani jaayez hai jabkeh farbah (mota) ho n(Bahar e shariat) MASLAH:- Aur itna laagar (dubla) ho ke haddi mein magz a raha to Qurbani jaayez ahin n(Bahar e shariat) MASLAH:- Bhenge Jaanwar ki Qurbani jaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Andhe Jaanwar ki Qurbani jaayez ahin. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Kaana jiska kaanapan zaahir ho uski Qurbani ajaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Langda jo Qurbaangaah tak apne paaun se a jaa sake aur itna beemaar jiski baamaari zaahir ho aur jiske kaan ya dum ya chakki kate hon yani woh uzu tihaai se ziyadah kate hon un sab ki Qurbani aajaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Agar kaan ya dum ya chakki tihaai ya is se kam kati ho to jaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis Jaanwar ke paidaaishi kaan a ho ya 1 kaan a ho uski Qurbani aajaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis ke kaan chhote hon uski Qurbani jaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis Jaanwar ki tahaai se ziyaadah azar jaati rahi uski bhi Qurbani aajaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis ke daant a ho uski Qurbani aajaayez hai. Yani jis ke daant jhad gaye hon. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Qurbani ke Jaanwar ka daanta hona zaroori ahin agar umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ poori ho to agarcheh daanta a ho uski Qurbani jaayez hai MASLAH:- jis ke than kate hon ya khushk hon uski Qurbani aajaayez hai bakri mein 1 ka khushk hona aajaayez hone ke liye kaafi hai aur gaaye, bhains mein 2 khushk hon to aajaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis ki aak kati ho ya ilaj ke zarye uska doodh khush kar diya ho aur khunsa Jaanwar yani jis mein arr o maadah dono ki alamatein hon aur jallalah jo sirf galeez khata ho un sab ki Qurbani aajaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Bhed ya dumbah ki oon (baal) kaat li gayi ho uski Qurbani jaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jis Jaanwar ka 1 paaun kaat liya gaya ho uski Qurbani aajaayez hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Jaanwar ko jis waqt khareeda tha us waqt us mein aisa aib a tha jiski wajah se Qurbani aajaayez hoti hai ba’ad mein woh aib paida ho gaya to agar woh shakhs maalik kare aur agar maalik e isaab ahin hai to usi ki Qurbani karle ye us waqt hai ke us faqeer e pahle se apne zimmah Qurbani wajib a ki ho aur agar usne mannat maani hai ke bakri ki Qurbani karunga aur mannat poori karne ke liye bakri khareedi us waqt bakri mein aib a tha phir paida ho gaya is soorat mein faqeer ke liye bhi yahi hukm hai ke dusre Jaanwar ki Qurbani kare. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Faqeer e jis waqt Jaanwar khareeda tha us waqt us men aisa aib tha jis se Qurbani aajaayez hoti hai aur woh aib Qurbani ke waqt tak baaqi raha to uski Qurbani kar sakta hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Gani aibdaar khareede aur aibdaar hi ki Qurbani kare to aajaayez hai n(Bahar e shariat) MASLAH:- Qurbani karte waqt Jaanwar uchhla kooda jiski wajah se aib paida ho gaya ye aib muzir ahin. Yani Qurbani ho jaayegi aur agar uchhalne koodne se aib paida ho gaya aur Woh chhoot kar bhaag gaya aur fauran pakad laaya gaya aur zabah kar diya gaya jab bhi Qurbani ho jaayegi n(Bahar e shariat) MASLAH:- Agar aibi Jaanwar ko khareeda tha aur baad mein uska aib jaata raha to gani aur faqeer dono ke liye uski Qurbani jaayez hai. Maslan aisa laagar (dubla) Jaanwar khareeda jiski Qurbani aajaayez hai aur uske yahan woh farbah ho gaya to gani bhi uski Qurbani kar sakta hai. n(Bahar e shariat) MASLAH:- Bakara jo khassi ahin hota woh aksar peshaab peene ka aadi hota hai us mein aisi sakht badboo paida ho jaati hai ke jis raasta se guzarta hai woh raasta kuchh der ke liye badboodaar ho jaata hai uska bhi wahi hukm hai jo jallalah ka hai ke agar uske gosht se badboo daf’a ho gayi to kha sakte hain warna makrooh o mamnoo’ hai. n(Bahar e shariat) Chunkeh jallalah ki Qurbani jaayez ahin hai. Lihaza jo log aise bakre ki Qurbani karte hain jo peshaab peeta ho un par zaroori hai ke aise bakre ko itne din is tarah baandh kar rakhein ke peshaab a pi sake aur uske jism aur gosht se badboo rafa’ jo jaaye. MASLAH:- Jaanwaro ko aapas mein ladaana aajaayez o haraam hai. HADEES shareef mein hai RasoolAllah e chaupaayon ko ladaane se mana farmya. n(Bahar e shariat) FAAIDAH:- Baa’z log Qurbani ke ayyaam se pahle hi bakre khreed lete hain aur tafreehan unhein aapas mein ladaate hain aisa karna jaayez ahin ke is mein un bezabaan Jaanwaro ko eezaa dena hai. Aise tamaasho mein shirkat bhi jaayez ahin. BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button