Masail

Qurbani ki dua aur tarika

ZABAH SE JAANWAR HALAL HONE KE LIYE CHAND SHARTEIN HAIN? Zabah karne wala aaqil ho majnoon (pagal) ya itna chhota bachcha jo be aqal ho unka zabeeha jaayez ahin aur agar chhota bachcha zabah ko samajhta ho aur us par qudrat rakhta ho to uska zabeeha halal hai n(Bahar e shari’at) Zabah karne wala muslim ho aur murtad ka zabeeha haraam o murdaar hai n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Raafzi tabarraai wahabai devbandi,wahabi gair muqallid,qaadiyaani chakdali eechri in sab ke zabeehe mahaz ajis o mudaar haraam e qat’ee hain agarcheh laakh baar aam ilaahi len aur kaise hi muttaqi parhezgaar bante hon keh ye sab murtddeen hain. n(Ahkam e shari’at) Allah Azza o Jalla ke aam ke saath zabah karna Zabah karte waqt Allah ke amo me se koi aam zikr kare Jaanwar halaal ho jaayega yahi zaroori ahi ke lafz e Allah hi zabaan se kahe. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Tanha aam hi zikr kare ya aam ke saath sifat bhi zikr kare dono soorat mein Jaanwar halal ho jaata hai maslan Ya sirf Ya Wagairah kahe aur isi tarah Padhne se bhi halal ho jaayega n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Allah Azza o Jalla ka aam arbi ke siwa dosri zaban me liya jab bhi halal ho jaayega n(Bahar e shari’at) Khud zabah karne wala Allah Azza o Jalla ka aam apni zaban se kahe… Agar ye khaamoosh raha dosro e aam liya aur use yaad bhi tha bhoola a tha to Jaanwar haraam hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Agar aam lena bhool gaya to Jaanwar halal hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Allah Azza o Jalla ka aam waqt e zabah lene me itni aawaz zaroori hai ke agar zabah karne wala bahra a ho aur shor o gul a ho to woh khud sun sake to agar itni bhi aawaz a hui to Jaanwar haraam ho gaya. MASLAH:- Baa’z log Jaanwar zabah karte waqt aawaz se bismillahi allahu akbar ahin kahte aur unse poochha jaaye keh waqt e zabah Bismillah ahin padhi to kahte hain keh main e dil mem padh liya is soorat men bhi Jaanwar halal a hu. MASLAH:- Behtar ye hai ke zabah karne wala itni aawaz se Bismillah allahu akbar kahe ke aas paas ke log sune. MASLAH:- Baa’z log chhuri par Bismillah allahu akbar padh kar dam (phook) kar ke dosre ko zabah ke liye de dete hain aur woh dosra zabah karta hai is soorat mein agar is dosre e waqt e zabah Bismillah ahin padhi to Jaanwar haraam ho jaayega. Naam e Ilaahi lene se zabah par aam lena maqsood ho aur agar dosre maqsad ke liye Bismillah padhi aur saath lage zabah kar diya aur us par Bismillah padhna maqsood ahin to Jaanwar halal a hua. Maslan chhink aai aur is par Alhamdulillah kaha aur Jaanwar zabah kar diaya us par aam e ilaahi zikr karna maqsood ahi tha Jaanwar halal a hua. n(Bahar e shari’at) Zabah ke waqt gair e khuda ka ame a le. n(Bahar e shari’at) Jis Jaanwar ko zabah kiya jaaye woh waqt e zabah zindah ho agarche uski hayaat ka thoda hi hissa baaqi rah gaya ho. Zabah ke baad khoon ikalna ya Jaanwar mein harkat paida hona yun zaroori hai ke isse uska zindah hona maloom hota hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Bakri zabah ki aur khoon ikla magar us mein harkat paida a hui agar woh aisa khoon hai jaise zindah Jaanwar mein hota hai halal hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Zabah har us chiz se kar sakte hain jo ragen kaat de aur khoon baha de ye zaroori ahin keh chhuri hi se zabah kare n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Kund chhuri (jis chhuri mein dhaar a ho) se zabah karna makrooh hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Mustahab ye hai ke Jaanwar ko litane se pahle chhuri tez kar le aur litane ke ba’ad chhuri tez karna makrooh hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Is tarah zabah karna ke chhuri haraam magz tak pahunch jaaye ya sar kat kar juda ho jaaye makrooh hai magar zabeeha khaya jaayega yani karahat us fae’l me hai a ke zabeeha me. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Aam logo men ye mashhoor hai keh zabah karne mein agar sar juda ho jaaye to us sar ka khana makrooh hai ye kutb e fiqah mein azar se ahin guzra balkeh fuqha ka ye irshad keh zabeeha khaya jaayega us se yahi saabit hota hai keh sar bhi khaya jaayega. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Ba’az jagah ye mashhoor hai keh zabah karne me agar sar juda ho jaaye to Jaanwar hi haraam ho jaata hai is ki bhi koi asl ahin balkeh woh jaanwar bhi halaal hai. MASLAH:- Har woh fae’l jis se Jaanwar ko bila faaidah takleef pahunche makrooh hai maslan Jaanwar me abhi hayaat baaqi ho thanda hone se pahle uski khaal utaarna us ke aa’za kaatna ya zabah se pahle uske sar ko kheenchna ke ragen zaahir ho jaayein ya gardan ko todna. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Jaanwar ko gardan ki taraf se zabah karna makrooh hai balkeh uski ba’az sooraton mein Jaanwar haraam ho jaayega. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Sunnat ye hai ke zabah ke waqt Jaanwar ka munh qibla ko kiya jaaye aur aisa a karna makrooh hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Zabah mein aurat ka wahi hukm hai jo mard ka hai, yani muslima ya kitabiya aurat ka zabeeha halaal ha aur mushrika o murtaddah ka zabeeha haraam hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Awam me mashoor hai ke aurat zabah ahin kar sakti be asl hai. Aurat Bhi zabah kar sakti hai. MASLAH:- Zabah karne mein qasdan (jaan boojh kar) Bismillah a kahi Jaanwar haraam hai aur agar bhool kar aisa hua is soorat mein Jaanwar halaal hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Bismillah ki ha (?) ko zaahir karna chahiye agar zaahir a ki jaaye jaisa ke ba’az awam iska talaffuz is tarah karte hain ke ha (?) zaahir ahin hoti aur maqsood Allah ka aam zikr karna hai to Jaanwar halaal hai aur agar ye maqsood a ho aur ha (?) chorna hi maqsood ho to halaal ahi. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Mustahab ye hai keh zabah ke waqt kahe yani ke darmiyan waao (?) a laaye aur agar waao (?) ke saath kaha to Jaanwar is soorat men bhi halaal hoga magar ba’az ulama is tarah kahne ko makrooh batate hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Bismillah kisi dosre maqsad se padhi aur Jaanwar zabah kar diya to Jaanwar halaal ahin n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Khud zabah karne wale ko Bismillah kahna zaroori hai dosre ka kahna iske kahne ke qaaim maqaam ahin yani dosre ke Bismillah padhne se Jaanwar halaal a hoga jabke zaabih e qasdan (jaan boojh kar) tark kiya ho n(Bahar e shari’at) MASLAH:- 2 shakhso e zabah kiya to dono ka padhna zaroori hai 1 e qasdan (jaan boojh kar) tark kiya to Jaanwar haraam Mo’een e zaabih se yahi murad hai keh zabah karne mein uska mu’een ho yani dono e milkar zabah kiya ho dono e chhuri pheri ho maslan zaabih kamzor hai keh uski tanha quwwat kaam ahin degi, dosre e shairkat ki dono e milkar chhuri chalaai. Agar dosra shakhs Jaanwar ko faqat pakde huye hai to ye mo’een e zaabih ahin iske padhne a padhne ko kuchh dakhal ahin ye agar padhta hai to iska maqsad ye ho sakta hai keh zaabih ko Bismillah yaad aa jaaye aur padh le n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Bismillah kahne aur zabah karne ke darmiyan taweel faasla a ho aur majlis badalne a paaye agar majlis badal gayi aur amal kaseer beech mein paaya gaya to halaal a hua. 1 luqma khaaya ya zara sa paani piya chhuri tez ki ye amal e qaleel hai Jaanwar is soorat men halaal hai n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Bakri zabah ke liye litaai thi Bismillah kah kar zabah karna chahta tha keh woh uth kar bhaag gayi phir use pakad kar laaya aur litaya to ab phir Bismillah padhe pahle ka padhna khatm ho gaya n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Gaaye ya bakri zabah ki aur uske pet mein bachcha ikla agar woh zindah hai zabah kar diya jaaye halaal ho jaayega aur mara hua hai to haraam hai uski maan ka zabah karna uske halaal hone ke liye kaafi ahi. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Billi e murgi ka sar kaat liya aur woh abhi zindah hai phadak rahi hai zabah ahin ki jaa sakti. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Jaanwar ko din mein zabah karna behtar hai aur mustahab ye hai keh zabah se pahle chhuri tez karle. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Kund chhuri ya aisi chizo se zabah karne se bache jisse Jaanwar ko eeza ho. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Raat mein zabah karna makrooh hai. n(Bahar e shari’at) BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button