Masail

EID KI NAMAZ KA BAYAN

EID KI NAMAZ KA BAYAN? Allah Azza o Jalla Farmata hai. Rozo ki ginti poori karo aur Allah ki badaai bolo ke usne tumhein hidayat farmayi. n(2-Al-Baqara : 185) Aur farmata hai Apne rab ke liye amaz padh aur Qurbani kar n(108-Al-Kawthar : 2) HADEES:- Hazarat Abu Umamah se riwayat hai ke RasoolAllah farmate hai ke jo eidain ki raaton me qiyam (ibadat) kare uska dil a marega jis din logo ke dil marenge. n(Ibn e Maajah) HADEES:- Hazrat Buridah se riwayat hai ke Huzoor e Aqdas eidul fitr ke din kuch kha kar amaz ke liye tashreef le jaate aur eidul azha ko a khate jab tak amaz a padh lete. HADEES: Hazrat e Abu Hurairah رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ se riwayat hai ke eid ko ek raaste se tashreef le jaate aur dosre se wapas hote. n(Tirmizi/Daarimi) HADEES:- Hazrat e Abdullah Bin Abbas se riwayat hai ke Huzoor Aqdas e eid ki amaz 2 rakat padhi a uske qabl amaz padhi aur a uske baad. n(Bukhari / Muslim) HADEES:- Hazrat Jaabir Bin Samurah se riwayat hai kahte hai main e Huzoor ke saath eid ki amaz padhi ek do martabah ahi (balke baarha) a azaan hui a iqamat. n(Muslim) MASAAIL E FIQHIYYAH? Eidain ki amaz wajib hai. Magar sab par ahi balke unhi par jin par juma wajib hai aur iski ada ki wahi shartein hain jo juma ke liye hain. Sirf itna farq hai ke juma me khutba shart hai aur eidain me sunnat. Agar juma mein khutba a padha to juma a hua aur is mein a padha to amaz ho gayi. Magar bura kiya. Dosra farq ye hai ke juma ka khutba qabl e amaz hai aur eidain ka ba’ad e amaz. Agar pahle padh liya to bura kiya, magar amaz ho gayi. Lautaai ahin jaayegi aur khutba ka bhi i’aadah ahin aur eidain me a azan hai a iqamat sirf 2 baar itna kahne ki ijazat hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Bila wajah eidain ki amaz chhodna gumrahi o bid’at hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Gaaun me eid ki amaz padhna makrooh tahreemi hai. n(Bahar e shari’at) BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBANI n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button