Masail
Wazu Me Palak ka har baal dhoona kaisa hai.
Palak ka Har Baal Pura dhona Farz Hai. Aur Agar Usme Keechad wagairah koyi Sakht Cheez Jam gayi To Uska Chudda a Farz Hai. Aankh ke koye par paani bahana Farz hai. Magar surma ka jirm (kan/particles) koye ya Palak me gaya Aur wazu kar Liya pata a chala Aur amaz padhli. Yo haraj ahi amaz ho gayi Aur wazu bhi ho gaya. Aur Agar maalum hai to use chuda kar paani bahana jaruri hai. Bahar-e-Sahari’At Hissa 02 Safa 14 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—