Masail
Hazrat Na Paki Me Sharia Hukum Kya Hai Or Na Paki Me Saaf Pani Se Haath Doh Kar Gile Haath Se Kisi Pak Cheez Per Haath Lagaye Toh Kaisa?
ANSWER Bila Uzr E Sharai Itni Der Tak Napaak Rehna Ke Namaz Qaza Ho Jaaye Haraam Hai. Agar Hath Par Koi Nijasat Nahi Lagi Hai To Us Hath Se Kisi Paak Kapre Ko Chhoone Se Wo Napaak Na Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—