Masail

Agar Haath Dhula Huwa Hai. Magar Phir Dhone ki Niyat se Daala.

Aur Yah Dhona Sawab ka kaam Ho. Jaise Khaane ke Liye. Ya Wazu Ke Liye. To Yah Paani Istemaal Kiya Huwa Ho gaya. Ab Kya Yah Paani Wazu Aur Peene ke kaam Raha? Jawab: Wazu Ke Kaam Ka Na Raha Aur Us paani ko peena Bhi Makrooh Hai. Agar Haath dhula Huwa hai. Magar dhone ki Niyat se daala Aur Yah Dhona sawab ka kaam Ho. Jaise khaane ke liye, Ya Wazu ke liye. To Yah paani Must’amal (Istemaal kiya huwa) ho gaya. Yaani wazu ke kaam ka aa Raha Aur us paani ko peena bhi Makrooh hai. Agar Jarurat Se Haath Paani me daala jaise, paani bade bartan me hai ki Use Jhuka Nahi Sakta. Na koyi chota bartan hai ki usse ikale, to Aisi Surat me jarurat Bhar haath paani me daal kar usse paani ikale. Yaa Kuwe me rassi, Dool ghir gaya Aur be Guse ahi ikal sakta Aur paani Bhi Nahi ki haath panv dhokar guse. To is Surat me paanv daal kar rassi Nikalega to paani Must’amal Na Hoga is masle ko bahut kam log jaante hai logo ko jaanna chahiye. Bahar E Shari’At Dusra Hissa Safa 42 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button